Fir toota dil ab kya kahu Hai matlabi yeh zindagi Jab aaye ho dil todne Toh le bhi lo yeh saasein bhi Ab na bachi ab na bachi Yeh muskurahat na bachi Hai likh diye yeh gaane bhi Aur aaye kya hame kabhi Ab na jagah dil mai bachi Par aaye voh fir todne Toh roke na yeh dil kabhi Yeh zindagi yeh zindagi Yeh zindagi yeh zindagi Yeh zindagi yeh zindagi Yeh zindagi yeh zindagi Yeh zindagi yeh zindagi Kyu? Aaye tu Kyu? Mai seh bhi loun Teri sazishein Mai jaanu fir bhi tu aaye kyu? Cheen lo iss chain ko Na bache ab jaan hi Houn has raha har roz hi Par kya rakha dil mai abhi Yeh kehdu mai Kya kehdu mai Na hai samajh kisi cheez ki Na wafa hi pyaar mai Hai har jagah badnaam hi Yeh dard ke makaan bhi Hai gir rahe iss dhoke se Ho wafa ya na bhi ho Kya kar diya mere saath hai Mai har jagah vehem mai houn Ya de diye hai dhoke hi Yeh zindagi hai matlabi yeh zindagi hai matlabi Yeh zindagi yeh zindagi Yeh zindagi yeh zindagi Yeh zindagi yeh zindagi Yeh zindagi yeh zindagi Yeh zindagi hai matlabi Yeh zindagi yeh zindagi Yeh zindagi hai matlabi Yeh zindagi ay zindagi