Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi hai Tere lab pe mere hone ka nishaan baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaki hai Shab ke chehre pe chadha rang, Savere ka, to kya? Shab ke chehre pe chadha rang, Savere ka, to kya? Dhalte khwaabon mein abhi Apna jahaan baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaki hai Yu bichhad ke tu mujhse na saza de khud ko Yu bichhad ke tu mujhse na saza de khud ko Abhi haathon se tere jurm o gunaah baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi hai Khilte phoolon ka fasana, to bas bahana tha Khilte phoolon ka fasana, to bas bahana tha Bujhte sholon ki dastaan, abhi baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaki hai Aankhein suni hain Meri maang ujdi hai, to kya Aankhein suni hain Meri maang ujdi hai, to kya Abhi hathon me mere rang-e-hina baaqi hai Abhi hathon me mere rang-e-hina baaqi hai Ek ghadi aur theher, ki jaan baaki hai Tere lab pe mere hone ka nishan baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi hai