Khidki se mujhe taake Saare gali ke baanke Khidki se mujhe taake Saare gali ke baanke Khidki se mujhe taake Saare gali ke baanke Sabko lallu bana ke Dil bheega tujh parrrr Hum lut gaye bhai aake tere mohalle hurra.-4 Kyon lambi lambi haanke Koi na tujhe taake Kyon lambi lambi haanke Koi na tujhe taake Kyon lambi lambi haanke Koi na tujhe taake Kisko lallu banake Kehti rehti hai firrrr Ke lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. Hum lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. -2 Hum Sikandar hain apni marzi ke Chutki laage hamein ye dil fansaane mein Mere jalve mein beta woh dum hai Nikle saari umar mujhe pataane mein Kara lo ji karalo dil ki entry kara lo Angootha bhi lagwa lo Dil phenka tujh par Ke lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. Hum lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. -2 [Hum lut gaye, hum lut gaye Hum lut gaye, lut gaye, lut gaye Hum lut gaye, hum lut gaye Hum lut gaye, lut gaye, lut gaye Ke lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. Hum lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. -2 Badi mufat yeh jawani bhi Darti nahi hai yeh to phir jaane se Ho ja le kat le tu, kitna phenke hai Zara bhi dum nahi hai tere draame mein Badha lo ji badha lo Relationwa badha lo Nainon ke pench lada lo Aa jao na chhat par Ke lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. Hum lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. -2 Khidki se mujhe taake Saare gali ke baanke Kyon lambi lambi haanke Koi na tujhe taake Kisko lallu banake Kehti rehti hai fir r r r r Ke lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. Hum lut gaye bhai aake tere mohalle hurra. -4 Deewane hain dilon ko hum to jodenge Na ghar ka tuje ghaat ka na chhodenge Kyun paas na aati hai kheencha taani se. Haaye hum popular hain apni manmaani se. Hum lut gaye, lut gaye Jaana hum lut gaye. Hum lut gaye, lut gaye Ainwai hum lut gaye. Hum lut gaye, lut gaye Baby hum lut gaye. Hum lut gaye, lut gaye Zalim hum lut gaye.