Har bhakt bane jo Hanuman jaisa Or pyaar kare woh Shri ram jaisa Mere khoon khoon me Ram leela Or shakti de jo Bali bajarang jaisa Tere kisse sune hai Dur lanka jale hai Teri bhakti ka mujhko Nasha chadd gaya Laxman jab na jaage Parvato ke tu aage Sanjeevan ko tu Jad se utha le chala Har bhakt bane jo Hanuman jaisa Or pyaar kare woh Shri ram jaisa Mere khoon khoon me Ram leela Or shakti de jo Bali bajarang jaisa Jab tu sita maa ke paas jaye Tab tab me teri hi chinta karu Jab jab asuro se tu bhid jaye Teri hi shakti ki pooja karu Ramayan me hi tu Mahabharat me tu Bhim ke ahankara ko tode tu Har shakti me tu Har bhakti me tu Sare sansar ke jeev shrishti me tu Har bhakt bane jo Hanuman jaisa Or pyaar kare woh Shri ram jaisa Mere khoon khoon me Ram leela Or shakti de jo Bali bajarang jaisa Tere kisse sune hai Dur lanka jale hai Teri bhakti ka mujhko Nasha chadd gaya Laxman jab na jaage Parvato ke tu aage Sanjeevan ko tu Jad se utha le chala Har bhakt bane jo Hanuman jaisa Or pyaar kare woh Shri ram jaisa Mere khoon khoon me Ram leela Or shakti de jo Bali bajarang jaisa Ho Hanuman jaisa Hanuman jaisa Hanuman jaisa Hanuman jaisa Hanuman jaisa Hanuman jaisa