Kabhi kabhi mere dil mein, yeh sawaal aata hai Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota? Sorry yaar duniya bekaar, bina Son Of Sardaar Son Of Sardar. duniya bekar. bina Son of Sardar Batole. means girl means Kudiyan toh hoti par Punjabane na hoti Duniya ki ladko ki aatma sohni kudiyon ko roti Mirze na hote Raanjhe na hote toh kaun karta hai kudiyon ko pyaar Sorry yaar duniya bekar bina Son Of Sardaar Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota? Daaru ki dukaanon pe pad jaate taale Murge bhi ghoomte ainvay sadko pe saale Imagine duniya without sarso bina saag, bina butter, bina lassi, bina assi, bina tussi Kaisi lagti duniya without color of Dastar Sorry yaar duniya bekar bina Son of Sardar Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota? Haraamjaada, iss mein pyaar hai zyada Saadi, twaadi, ehdi, yeh duniya ko hum ne sikhaayi Iss kolavari di ki baari toh baad mein aayi Gaaliyon ke bina yaar kaise dikhate pyaar Sorry yaar duniya bekar bina Son of Sardaar Kabhi kabhi mere dil mein yeh khayal aata hai Yeh khayal zara baar baar aata hai Kaun jalata thande seeno mein aag Jeena hote Jallianwala Bagh Bhagat toh hote par Bhagat Singh na hote Je Guru na hote toh Guru Gobind Singh na hote Je Sardaar na hote toh Bhangra kaise paate Kaun laata rookhe chehron pe haase Din toh hote par na lagte tyohaar Duniya bekar bina Son of Sardaar Paaji Sardaar par joke toh karna par joker mat samajhna Kyunki Sardaar ke dastaar par haath uthaayega Toh Sardaar utha dega