Batane nahi aaya main apne baare Kayi sapne hue zaaya hum bhatakte jaa rhe Hua pyaar se bhi mel par hum kaha premi tthe Aafat ki dhul phasse ab aankh meri mein Meri bhediye grey, kehdiye haan Shuru se hum Shady se tthe Shady ka bass aur Shady ka snare Awaaz hi nahi aa rahi shayad brain pe delay lagaya maine Reverb aur hatred, dono ko mix se hataya maine Restart kia, naya bus, naya school Tab baste tthe jhool te hum kattar masoom tthe Ab ban raha main Gus jaisa, dikh raha bas paisa Chahe jhagde hum bhool tthe Kaash kabhi main bas jaata Phir na dekhna padta apne dil ko yun door se Khuli aankh aur utha main neend se Mere khwaab mein tthi gham ki bhi cheekhein Mera khwaab mere kaam ka aadhar nahi Saare kaam mere khwaab aage pheeke Main kathputli se zyaada sakht Agar bhidna hai mera naam bol bete Parivaar hai pehle warna kaam chorr bete Tu hai kaamchor bete, meri baat aur bete Main na karun batein bakwaas Ladka main roz gir raha phir bhi kisi dil ka hu sartaj Apne zakham dikhata main duniya ko Sochu yeh roshni kab karegi sab maaf Andhera na pharebi, kare bhi das baat mujhse Har baar chupata jazbaat mujhse Uste mustaqbil ki fikar mein woh ladta khudse Ladka mujh jaisa bhi woh Darta kal mara toh kya hi ho Kya kaffan pe uske siyahi Kya yaad rakhegi duniya ki shahi woh Kyuki duniya ko padi uski jo usse karega nasht Bharega dard phir end mein Shuru mein pade na farak Aise hi swarthi hum marenge sab Aur aise hi bana main kavi Kabhi lage meri yeh galat hai chavi Galat hai, dusron ko saadne ki talab hai Aage badne aur kamane ki talab hai Kasht toh maine bhi dekhein hai Dusron ki jalan pe haath bhi sekein hai Unki aag hai idle, bujhe na Meri aag ne sholay bhi fakein hai Ek pari se kiya ttha vaada ki aage badunga sirf tere liye Vaada nibhane se pehle usne taufe mein do jhoote chehre diye Vaada na nabhi paaya par jald mujhe aa gayi tthi akal Ki shaitaan bhi kabhi ttha devdoot Woh badalne se pehle dikha gaya shakal